Home Mehandipur Balaji Bhajan सिन्दूर चढ़ाने से हर काम होता है भजन लिरिक्स (Hindi/English)

सिन्दूर चढ़ाने से हर काम होता है भजन लिरिक्स (Hindi/English)

0
12104

सिन्दूर चढ़ाने से हर काम होता है भजन लिरिक्स। (Sindur Chadhane Se Har Kam Hota Hai Bhajan Lyrics In Hindi) 

sindur chadhane se har kam hota hai bhajan

सिंदूर चढ़ाने से हर काम होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 


करले भजन दिल से हनुमान प्यारे का। 
जिस को भरोसा है अंजनी दुलारे का। 
वहां आनंद है जहां इनका गुणगान होता है। 
सिंदूर चढ़ाने से हर काम होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 


हनुमान के जैसा कोई देव न दूजा। 
सबसे बड़ी जग में हनुमान की पूजा। 
वो घर मंदिर जहां इनका सम्मान होता है। 
सिंदूर चढ़ाने से हर काम होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 


श्री राम के आगे पूरा जोर है इनका। 
बनवारी दुनिया में अब शोर है इनका। 
जो मुख मोड़े हनुमंत से परेशान होता है। 
सिंदूर चढ़ाने से हर काम होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है।


सिंदूर चढ़ाने से हर काम होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है। 
हनुमान को खुश करना आसान होता है।


Sindur Chadhane Se Har Kaam Hota Hai
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.


Karle Bhajan Dil Se Hanuman Pyare Ka
Jinko Bharosa Hai Anjani Dulare Ka
Wahan Anand Hai Jahan Inka
Gungan Hota Hai.
Sindur Chadhane Se Har Kaam Hota Hai
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.


Hanuman Ke Jaisa Koi Dev Na Duja
Sabse Badi Jag Me Hanuman Ki Puja
Wo Ghar Mandir Jahan Inka
Samman Hota Hai.
Sindur Chadhane Se Har Kaam Hota Hai
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.


Shri Ram Ke Aage Pura Jor Hai Inka.
Banwari Duniya Me Ab Shor hai Inka.
Jo Mukh Mode Hanumat Se
Pareshan Hota Hai.
Sindur Chadhane Se Har Kaam Hota Hai
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.


Sindur Chadhane Se Har Kaam Hota Hai
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.
Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.

Posted By: Mehandipur Balaji Blog Website
Category : Mehandipur Balaji Bhajan Lyrics
Tag : Sindur Chadhane Se Har Kam Hota Hai Bhajan Lyrics In Hindi, Hanuman Ko Khush Karna Asan Hota Hai.